Wafa Ke Sheesh Mahal Main
20/02/12
Urdu Love Sms

Wafa ke sheesh mahal main saja liya main ne
Woh ek dil jise patthar bana liya main ne
Yeh soch kar ke na ho taak main khushi koi
Ghamon ki ouat main khud ko chupa liya main ne
Kabhi na khatm kiya main ne roshni ka muhaaz
Agar chiraagh bujha, dil jala liya main ne
Kamal yeh hai ke jo dushman pe chalana tha
Woh teer apne kaleje pe kha liya main ne
Woh jiski adaawat main ek pyaar bhi tha
Us aadmi ko gale se lagaa liya main ne
Submit By: D0ol
SMS related to Wafa Ke Sheesh Mahal Main are
Meri Ratoon Ki Rahat Din Ka Itminaan Lay Jana
Urdu Shayari
Us Ke Lehjay Say Mujhko
Hatheli Samnae Rakhna
To Kr Ik Aur Muhabbat
Agr Bhol Jao Hamen To Kamal Ho Jay
Jisy Khud Sy Hi Nahi Fursatein
Mohabbat ki Haqiqat
Apni Nadaan Chahaton Pe
bewafai

