HAppy New Year In Advance
Post: 31/12/11
Urdu New Year Sms
Abhi Kuch Lamhay Baqi Hain
Saal Kay Khatam Honay Mein,
Chalo Aaisa Karain Hum Tum
Gilay Shikway Jo Rehtay Hain
HAmesha Darmiyan Apnay
Kiun Na Khatam Kar Dalain
Naaye Waday Naaiee Qasmay
Naaiee Umeed Ham Bandhain
Naaye Aandaz Se Jeewan Ka
Aaik Aaik Rukh Badal Dalain
Dilon Mein Hain Kadurat Jo
Hum Us Ko Khatam Kar Dalain
Abhi Kuch Lamhay Baqi Hay
Naaya Phir Sal Aanay Mein
:)
Aasalam o Aalaikum. HAppy New Year In Advance. May God Bless You All.
Submit By: Sharjeel
